Highlight Of Last Week
Search This Website
Friday, 8 January 2021
Whatsapp par colorful or stylish text mein message kaise likhte hai...?
Whatsapp par colorful or stylish text mein message kaise likhte hai...?
Whatsapp par colorful or stylish text mein message kaise likhte hai...?
Whatsapp par colorful or stylish text mein message kaise likhe
Mere kuch friends ne pucha ki hum Whatsapp par stylish kaise likh sakte hai
To kuch ne pucha ki hum colorful text main Whatsapp par kaise likh sakte hai
To kuch log google bhi karte rhte hai ki stylish kaise likhe
Whatsapp par stylish font mein kaise likhte hai
Whatsapp par colorful text mein message kaise likhte hai
Whtsapp par colorful stylish text mein message kaise likh sakte hai
To agar aapko bhi in sabhi sawalo ko google par search karte rhte hai or aapko bhi nahi pata ki colorful stylish text mein Whatsapp par message kaise likh sakte hai to aap is post ke liye last tak jarur read karen keun ki aaj hum is post mein yahi batane Bale hai or yah trick bahut simple bhi hai to chaley shikh lete hai
Agar aap simple stylish text mein message likh kar Whatsapp par send karna chahte hai to iske liye aapko kisi bhi application ki jarurat nahi padegi yah aap bina kisi app ke kar sakte hai or agar aap stylish font ke sath colorful text bhi chahte hai to aapke liye niche diye gaye application ke liye playstore se download kar sakte hai
Bold text:~
Aap jis word ke liye bold likhna chahte hai uske aage or piche bina space diye * ke liye laga dijiye
Example:- jise hum Hi ke liye bold likhna chahte hai to *Hi* laga dijiye isse aapko Hi is tarh dikhai dega
Italic text:~
italic text ka matlab hota hai word ka tirchha dikhai dena
To aap jis word ke liye italic likhna chahte hai uske aage or picche _ laga dijiye lagate hi aapko italic dikhai dene lagega
Example:-jisse hamare liye Hi italic likhna hai to hum _Hi_ is tarah laga denge to yah hamare liye Hi is tarah dikhai dega
Strycthru text:~
Strycthru text ka matlab hota hai ki word ka cut kiya hua dikhai dena
Aap jis word ke liye Strycthru style mein likhna chahte hai uske Dono taraf starting and last mein without space ke ~ laga dijiye
Example:- jise ki Hi likhna hai to ~Hi~is tarah se laga denge to Hi hamare liye is tarah se dikhai dega aap niche diye gaye screenshot bhi dekh sakte hai
Fancy keyboard:-
Is keyboard app ki madad se aap colorful text and bahut hi stylish text message likh kar send kar sakte hai
Fancy text for WhatsApp:-Is app ki madad se bhi aap bhut hi stylish or colorful text likh kar send kar sakte hai
In dono application ke liye aap playstore se bahut hi asani se download karke use kar sakte hai
To friends hame ummid hai aapke liye yah post pasand aayi hogi to aap is post ke liye apne friends ke shath share karna na bhole or agar kisi bhi tarah ka sawal yah sujhav hai to aap comment box mein comment karke puch sakte hai hum aapke sawalo ke ans.. dene ki puri kosis karenge fir ek new post ke shath milte hai
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment